Saturday, 12 November 2011
Wednesday, 9 November 2011
जब तक हिंदी को शिक्षा रोजगार प्रोद्योगिकी विज्ञानं मीडिया समाजविज्ञान वाणिज्य व्यवसाय और तकनीकी शिक्षा से नहीं जोड़ेंगे ,उसे व्यवहार और काम काज की भाषा नहीं बनायेंगे ,तब तक हिन्दी वह स्थान नहीं पासकती जिसकी वह हकदार है /हिन्दी का प्रयोजन मूलक बनाना आज की सबसे बड़ी आवश्यकता है /आज का युवक कैरियर निर्माण के प्रति अधिक सजग है इसीलिए वह कम्पूटर और अंग्रेज़ी के पीछे भाग रहा है /अतः अब हिन्दी में ईमेल इन्टरनेट वेव साईट और पोर्टल का अधिकाधिक विकास और उपयोग होना चाहिए युवाओं की उदासीनता दूर करने के लिए सोचें की हम अपने विषयों को कैसे जादा अर्थपूर्ण प्रयोजनमूलक और रोजगारोन्मुखी बना सकते हैं इससे विद्यार्थियों में नया आत्मविश्वास जागेगा आज पत्रकारिता मिशन न होकर व्यवसाय और प्रतिस्पर्धा हो गयी है /आज तकनीक बहुत बिकसित हो गयी है अतः अब पुराने तरीके से काम नहीं चलेगा /पत्रकारिता बोद्धिक माफिया बनगई है /सारा ध्यान मुनाफे पर है , आतः सनसनीखेज हो गयी है ,विश्वसनीयता घटी है ,किसी भी विधा का एस तरह संदिग्ध हो जाना खतरनाक है /
Saturday, 5 November 2011
भारतीय आख्यान; परम्परा और आधुनिक गल्प साहित्य
वैदिक वांग्मय से लेकर जैन बौद्ध ग्रंथो से होते हुए सूफी साहित्य तक हमारी आख्यान परम्परा फैली हुई है /आधुनिक भारतीय भाषाओँ में भी अनेक उत्कृष्ट रचनाये है /मराठी उपन्यास ययाति को आख्यान परंपरा का नवीन संस्करण कह सकते हैं /इंडियन नेरोटलोगी नमक पुस्तक में हमारी कथन प्रक्रिया को शास्य्र मन गया है /हमें भी चाहिए की उसे शास्त्र का दर्जा दे कर विषद अध्यन करें /प्राचीन और अर्वाचीन आख्यानात्मकता जिसे अंग्रजी में नारेटीविटी कहते हैं के दस रूपों और दस माँडलों के उदाहरण आधुनिक भारतीय भाषाओँ में विशेष कर बंगला के मंगल काव्य मराठी के लीलाचारित पंजाबी और सिन्धी की किस्सायेंऔर हिंदी के बीरगाथा काव्य में उपलब्ध हैं /ये सभी हमारी आख्यान परम्परा की कड़ियाँ हैं /प्राचीन इतिहास,संस्कृत साहित्य अभिनय कला नृत्य नाट्यकला में आख्यान भरे पड़े हैं / क्रमशः
Friday, 4 November 2011
KAL ka chakr aur lohe ka kasailapan
Jb sapak,sapakpeethh par padata hai
kal ka koda To
chalte chalte toot jate hain sare ridam
bikhar jati hai sari sangati
jor jor se bheechta hoon
apna jabda ,teesne lagte hain dant
aur mai chublata hoon
danton me fanse kalkhand ko
Nirantar raonde jane ki peeda
to sathh chalti sadak sayed janti bhi ho
par kal ka yah kaseilapan
mujhse adhik aur kaon janta hai
abhi doodhke dant bhi nahi toote thhe
nadh diya gaya tange se
bana diya ghodha
naya josh naya unmad kheechne laga vah
pairo me ghav na ho jay es liye ,thhonk di gai nal
bojh se adhik kast dene lagi keelen
ekagrta tootne lagi to dhanp dee gayi ankhe
man ke vichlan se chal na bigad jay
esliye dal di gayee jabdon me lohe ki valga
pairon me nal ,ankhon par dhapna,
muh me valga peethh par bojh
niyati ban gai
en sabhi ki sangati baithha kar
fir bhi vah chalana chahta hai
char kol ki ant heen kali sadkon par
lohe ka kasailapan ghode se adhik kaon janta hai
Thursday, 3 November 2011
Jo thokar khate hain
Jo thokar khate hain
pravah pa jate hain
bina geet likhe bina geet gaye
ve chal ke lay ,tal aur chhand se parichit ho jate hain
patthhron se takrata hai pani ,patthhar vahin pade rah jate hain
aage badh jata hai thhokar khaya huva pani
jo thhokar khate hai ve pravah pa jate hain
jin patthron se nadi gujari hai
unhone agar milai hogi apani aavaj to ve ret ho chuke honge
kachharon me bagulon ke sang udrahe honge
athhava nadi ke marg se alag pade huye honge
pani sparsh aur usase uthhte sangeet ke liye tadap rahe honge
Wednesday, 2 November 2011
Hava nikaldi....india again..ki
ek akele kejari wal ne anna ke pavitr aandolan ki hava nikal dee ,kuchh chhutbhaiya ladko ladkiyon ko gumrah kar kejreewal ne na kevl anna ko pathhbhrast kiya desh ki janta ko bhi gumrah kiya ,kar ki chori ki shasan ke paise ka durupyog kiya chande ka paisa hajam kiya jabardasti congress ko blackmel kiya bibi ko deputation bheja,govt ko paisa vapes karne ke nam par dosto se lon bhi lene ko taiyar pakade jane par gurrana,, yah kisi ki ejjt nahi karta anna ke haliya bayan par kitni battmeej pratikriya dee ,ab ann ne sahi rasta fir pakada hai anna ka doosra kadam kejreewal ko bahar ka rasta dikhana tab dekhenge kiran &kejri kahan jayenge seedha tihad
Subscribe to:
Posts (Atom)